Twitter Grader Badge

Tweet me

Friday, March 03, 2006

FILMI CHAKKAR

Share
jab pyar kisise hota hai,
kuch kuch hota hai !
pyar kiya to darna kiya,
humne ishq kiya hai,
chori nahin kee !
hum dil de chuke sanam,
sirf tumhare liye.
kya kehna raja,
hum tumpe marte hai !
raja ko rani se pyar hogaya,
aur 1942 ek love story bangaya.
dilwale dulhaniya le gaye..
raja ki baaraat aayi,
at last,hero ka dil hai,
hindustani !
main 'raja babu'
'pyar tumhi se kar baitha'
kya kare
'dil hai ki maanta nahin'
tumhe main apna loonga,
kya pata
'kal ho na ho'
main ek 'yuva' baalak hoon
'bombay' main padtha hoon
'ishq vishq' ki baatein
mujhe nahin bhaanti.
'aksar' naujavaan,
'dil vil pyar vyar' ke
chakkar mein padth jaate hai...
mujhe bhi ladkiyon ko dekhkar,
'kuch kuch hota hai'
log sach kehte hai,
'dil to pagal hai'
'haan maine bhi pyar kiya hai'
aur 'masti' bhi
agle din,
'mere yaar ki shaadi thi'
uski ' khushi' mein
shaamil hogaya.
aur dekha uski,'biwi no.1'
mera 'prem' tha !
haah zindagi !
'kabhi khushi kabhie gham'

No comments: